
Нижче наведено текст пісні Aahatein , виконавця - Agnee з перекладом
Оригінальний текст із перекладом
Agnee
Aahatein, ho rahin teri,\nDil ke dar pe mere,\nTu yahin hai kahin na kahin.\nAahatein, ho rahin teri,\nDil ke dar pe mere,\nTu yahin hai kahin.\nKabhi mere khwab sa,\nKabhi uljhe jawaab sa,\nKe chanda mein bhi daag sa,\nMere jaisa tu.\nKe dariya ka ho ik sira,\nKe armaano ka silsila,\nKe sehra mein bhi aab sa,\nMere jaisa tu, mere jaisa tu.\nAahatein, ho rahin teri,\nDil ke dar pe mere,\nTu yahin hai kahin na kahin.\nTera hoon main, tujhe kyon na yaqeen hai!\nChaahat mein meri aakhir kya kami hai?\nTujhme hi toh chhupi meri khudi hai.\nMeri khudi kuch na sahi.\nKuch na sahi, Kuch na sahi.\nAahatein, ho rahin teri,\nDil ke dar pe mere,\nTu yahin hai kahin.\nKabhi mere khwab sa,\nKabhi uljhe jawaab sa,\nKe chanda mein bhi daag sa,\nMere jaisa tu.\nKe tu hi dariya ka he ik sira,\nKe armaanon ka silsila,\nKe sehra mein bhi aab sa,\nMere jaisa tu, mere jaisa tu.\nAahatein, ho rahin teri,\nDil ke dar pe mere,\nTu yahin hai kahin na kahin.
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
Пісень різними мовами
Якісні переклади всіма мовами
Знаходьте потрібні тексти за секунди